Vastu vishesh jaisi dikhti hai
Ye jaruri ni ki waisi hi ho
Shabdon ke aartho ke
Ye jaruri ni ki waisi hi ho
Shabdon ke aartho ke
Mayne hote hain
Fir kyun hum shabd jal me
Ulajh ke reh jate hain
Kyun nahi shabdon aur vastuon ki
Gahrai ko samajh paten hain
Fir kyun sanson ka chalna
Aur hraday ka dhadakna nahi dikhta
Ya shayad hum arth pardhan duniya main hain
Jahan arthon ka nahi
Arth ka bolbala hai
Fir kyun hum shabd jal me
Ulajh ke reh jate hain
Kyun nahi shabdon aur vastuon ki
Gahrai ko samajh paten hain
Fir kyun sanson ka chalna
Aur hraday ka dhadakna nahi dikhta
Ya shayad hum arth pardhan duniya main hain
Jahan arthon ka nahi
Arth ka bolbala hai
No comments:
Post a Comment
आपके अनमोल वक़्त के लिए धन्यवाद्
आशा है की आप यूँ ही आपना कीमती वक़्त देते रहेंगे